Lyrics of Pehli Baar Title Song From Movie Dil Dhadakne Do
Lyrics of Pehli Baar, Siddharth Mahadevan Song Video Featuring Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah from movie Dil Dhadakne Do
check out the Pehli Baar Lyrics, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar Song Video Featuring Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah movie Dil Dhadakne Do. The Song Pehli Baar is beautifully sung by the singer Siddharth Mahadevan while the lyrics of the song is written by Javed Akhtar. It is an Indian comedy-drama film which stars Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah in the lead roles. We have tried to give you full lyrics of "Pehli Baar" at the given section of our website, please have a look at it now.
Pehli bar tumko maine jab dekha tha
Pehli bar tumko maine jab dekha tha
Sun lo yar ki maine kya socha tha
Laga ki tumse milna tha tabahi
Iss dil ko hi samjhane maine kaha
Iss raste na jana kabhi rahi
Yeh tere liye hai hi nahi
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho
Kya dil ki sun li tumne
Kya rah chun li tumne
Han dil ki sun li maine
Han rah chun li maine
Pehli bar tumko maine jab dekha tha
Sun lo yar ki maine kya socha tha
Laga ki mashvare sunte ho dil ke
Laga ki thode se ho tum dewane se
Karoge dil ki batein phir milke
Aur hongi ye batein badi hasen
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho
Kya dil ki sun li tumne
Kya rah chun li tumne
Han dil ki sun li maine
Han rah chun li maine
Leharon mein jaise lehrein milein
aise mill gayi dilon ki dhadkan
Chalte hi chalte rahon mein
khoye khoye hain dono tan mann
Hum pas aye to kyun pas aye
Socho toh bat hai zara si
Kuch tum bhi pyase pyase thhe kab se
Main bhi thi pyasi pyasi
Laga ki tumse milna tha tabahi
Iss dil ko hi samjhane maine kaha
Iss raste na jana kabhi rahi
Yeh tere liye hai hi nahi
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho
Kya dil ki sun li tumne
Kya rah chun li tumne
Han dil ki sun li maine
Han rah chun li maine
Pehli Baar lyrics
check out the Pehli Baar Lyrics, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar Song Video Featuring Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah movie Dil Dhadakne Do. The Song Pehli Baar is beautifully sung by the singer Siddharth Mahadevan while the lyrics of the song is written by Javed Akhtar. It is an Indian comedy-drama film which stars Ranveer Singh, Priyanka Chopra, Farhan Akhtar, Anushka Sharma, Anil Kapoor, Shefali Shah in the lead roles. We have tried to give you full lyrics of "Pehli Baar" at the given section of our website, please have a look at it now.
Pehli Baar lyrics
Pehli bar tumko maine jab dekha tha
Pehli bar tumko maine jab dekha tha
Sun lo yar ki maine kya socha tha
Laga ki tumse milna tha tabahi
Iss dil ko hi samjhane maine kaha
Iss raste na jana kabhi rahi
Yeh tere liye hai hi nahi
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho
Kya dil ki sun li tumne
Kya rah chun li tumne
Han dil ki sun li maine
Han rah chun li maine
Pehli bar tumko maine jab dekha tha
Sun lo yar ki maine kya socha tha
Laga ki mashvare sunte ho dil ke
Laga ki thode se ho tum dewane se
Karoge dil ki batein phir milke
Aur hongi ye batein badi hasen
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho
Kya dil ki sun li tumne
Kya rah chun li tumne
Han dil ki sun li maine
Han rah chun li maine
Leharon mein jaise lehrein milein
aise mill gayi dilon ki dhadkan
Chalte hi chalte rahon mein
khoye khoye hain dono tan mann
Hum pas aye to kyun pas aye
Socho toh bat hai zara si
Kuch tum bhi pyase pyase thhe kab se
Main bhi thi pyasi pyasi
Laga ki tumse milna tha tabahi
Iss dil ko hi samjhane maine kaha
Iss raste na jana kabhi rahi
Yeh tere liye hai hi nahi
Dil mera bol utha..
Hone do ab jo bhi ho, darna kya
Bhala-bura hone do ab jo bhi ho
Kya dil ki sun li tumne
Kya rah chun li tumne
Han dil ki sun li maine
Han rah chun li maine
0 comments: