Lyrics of Wafa Ne Bewafai From Movie Tera Suroor 2

04:00 0 Comments

Lyrics of Wafa Ne Bewafai Arijit Singh, Neeti Mohan, Suzanne D’Mello Song Video Featuring Himesh Reshammiya. from movie Tera Suroor 2


Wafa Ne Bewafai lyrics


check out the Wafa Ne Bewafai Lyrics, a Himesh Reshammiya movie Tera Suroor 2. The Song Wafa Ne Bewafai is beautifully sung by the singer Arijit Singh, Neeti Mohan, Suzanne D’Mello while the lyrics of the song is written by Sameer Anjaan. It is an Indian action-drama film which stars Himesh Reshammiya in the lead roles. We have tried to give you full lyrics of "Wafa Ne Bewafai" at the given section of our website, please have a look at it now.




Wafa Ne Bewafai lyrics


Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri…
Kehte thhe mujhse rukhsat na honge
Milke dubara kabhi…

Ab toh gairon se mera haal puchha jata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai

Wafa ne bewafai.. bewafai..
Bewafai ki hai (3 times)

Wafa ne bewafai..

When I look into your eyes
Baby I’m in paradise
We could take you to skies
We could make you and I (2 times)

Meri aashiqui yeh, Rab ke hawale
Ruthe yaar ko bas, koi mana le
Yadon ki sooli dil mein, gad jati hai
Veeraniyan jab had se, badh jati hai

Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri…
Kehte the mujhse rukhsat na honge
Milke dubara kabhi…

Ab toh gairon se mera haal puchha jata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (3 times)

Wafa ne bewafai..

Kuch baatein aisi hoti hain
Jinko bayaan karna..
Lafzon mein, namumkin hota hai
Jab wafa mein, wafa hoti hai
Koi na koi, wajah hoti hai
Koi na koi, wajah hoti hai

Kyun faaslon mein, nazdeekiyan hain
Kyun zindagi mein, tabdeeliyan
Kyun tanha dil yeh mera mujhse kahe
Ye silsila bas yunhi chalta rahe

Jane kya hua hai jiski wajah se
Manzilein judaa si lag rahi
Anjaani raah pe dil ye kyun
Khud ko paata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulaata hai

Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (3 times)

Wafa ne bewafai..

Wafa Ne Bewafai video




0 comments: